Friday 19 April 2013

✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥Gypssy's Jukebox....Random Trails ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿

 ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿
Na ho ab udaas tu
Na kar aankhein namm
In suni suni raton mein
Ayenge tujhse milne hum
In suni suni raton mein
In pyari pyari baton mein
Main Laut Aaunga
Main Laut Aaunga

Un bheegi bheegi shamon mein
Kiye the humne waade jo
Un saare kasmon waado ko
Main mar ke bhi nibhaunga

Pehnani thi jo chudiyan
Mujhko teri kalaayi mein
Pehna jaaunga
Pehna jaaunga
Pehna jaaunga
Pehna jaaunga

Adhori saari baton ko
Un sardiyon ke waado ko
Pura kar jaunga
Main Laut Aaunga

Tu jab meri yaad mein
Tu meri ummid mein
Tu karwaten badalke jab
Saari raat kategi
To aisi kisi raat mein
Main chupke se aaunga
Or tujhe chuum jaaunga
Or tujhe chuum jaaunga
Or tujhe chuum jaaunga

Or hongi barsaten to
Main un barsaton mein
Baras jaaunga
Baras jaaunga
Baras jaaunga
Baras jaaunga

Bahon mein bharke tujhe
Teri aankhon mein kahin
sapne de jaaunga
sapne de jaaunga
sapne de jaaunga
sapne de jaaunga.

Main Laut Aaunga........!!

 ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿
I often catch myself constantly wondering how you are, sitting alone with my mind set so far, reminiscing about your smile, voice and touch, damn this life... I'm missing you too much...!!!
✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥
Ga ma pa ga ma ga sa, ga ma pa ga ma ga
Ga ma pa ga ma ga, ga ma pa ga ma ga

Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Sang tode mere peeche aagey re, teri parchaiyaan
Bina dor teri ore piya, mann kicha jaaye haan
Bina dor teri ore piya, mann kicha jaaye haan
Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Aa ja re piya

Jee uthi khwaishein, saans li jazbaaton ne
Ab toh jagna shuru, kar diya meri raaton ne
Main ikhatti karta hoon, kehne ko baatein kayi
Par tujhe dekh ho jaati hai, lafz hi laapata
Mujhe hoti khabar tak nahin, aur tu chhal jaaye haan
Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Aa ja re piya

Ab ragon mein jo basar hai, woh tera hi asar hai
Phir bhi tu bekhabar hai, o piya
Ab ragon mein jo basar hai, woh tera hi asar hai
Phir bhi tu bekhabar hai, o piya

Kori si zindagi pe rang kuch aise chadte hain
Haath jaise koi, geeli mitti ko gadhte hain
Aadtan hi sahi, badla hai kuch toh kahin
Kabhi toh aankhein bandh kar ke bhi, dikhta hai sab naya
Yun lagey ke jahaan mein nahin, koi apne siwa
Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Aa ja re piya
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
 ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿