Friday 19 April 2013

✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ Us waqt intizar ka aalam na puchiye, Jab koi bar bar kahe, aa raha hoon mein..✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿





Kitni Baatein Yaad Aati Hai                                                        
Tasveerein Si Ban Jaati Hain
Main Kaise Inhein Bhooloon
Dil Ko Kya Samjhaaun
Honton Par Jo Sehmi Si Hai
Ik Roz Inhein Sun Lo
Kyun Aise Gum-sum Ho
 Kyun Poori Ho Na Paayi Daastaan
Kaise Aayi Hai Aisi Dooriyaan
Dono Ke Dilon Mein Chhupa Hai
Jo Ik Anjaana Sa Gham
Kya Ho Paayega Woh Kam
Koyi Kya Kahe
 Dono Ne Kabhi Zindagi Ke
Ik Mod Pe Bhi Jo Paayi
Hai Kaisi Woh Tanhaai
Koyi Kya Kahe
Kitna Viraan Hai Ye Sama
 Saanson Mein Jaise Ghulta Hai Dhuwaan
Kaisi Aayi Hai Aisi Dooriyaan
 Tumse Aaj Yun Milke Dil Ko
Yaad Aaye Lamhein Kal Ke
Ye Aansoon Kyun Hai Chhalke
Ab Kya Kahen
 Tumne Hamko Dekha Jo Aise
Toh Ik Umeed Hai Jaagi
Phir Tumse Pyaar Paane Ki
Ab Kya Kahen
 ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿
✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿
Phir suna meethi meethi si woh dastaan.
Jisko sunke meri zindaagi me hoti h nayi subah.
Pass aa, aake mujhse phir na door jaa.
Pyari Pyari iss Raat ki Gehraaiyon me doob ja.
Hooo oo o o o o ..

Aa.. Baahon me bhar lu tujhko kaskar.
Sare gum bhula de dekhe jab tu hanskar.
Aa,, Bahon me bhar lu tujhko kaaskar.
Sare gum bhulade dekhe jab tu hanskar.

Ye raat dhal na jaye.
samet lu main har pal.
Aa milke sajaayein jo aane wala hai pal.
Hmm....mmmm.....

Pass aa aake mujh se phir na door jaa.
Pyari Pyari Is Raat ki Gehraaiyon me doob ja.
Hooo oo o o o o...

Mera Dil meri jaan tu.
Mere saare armaan tu.
Tere liye toh main chhod du
Yeh Jahaan...
✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿

 ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿ ♥✿ ✿♥ ✿ ♥✿